Thursday, January 31, 2019

chand mera naraz hai guitar chords tony kakkar


Song title: chand mera naraz hai

Singer: Tony kakkar neha kakkar

Music : Tony kakkar

Lyrics: Tony kakkar

Music label : Desi music factory


chand mera naraz hai

na baat kare na milta hai

kaise usko samjau

na samje rishta dil ka hai


hafto se kitne

 usne na baat ki

mujko pata bhi nahi

kis baat ki narazgi


bhid hai itni duniya me par

koi na apna dikhta hai

log hai pagal kya samjte ho

tera mera rista hai


tujko bhi to hai na mahobat

phir kyun duri rakhta hai


na shab me na subah me

na sham dhale wo milta hai

kaise usko samjau

na samje dil ka rista hai



rasme aisi duniya ki hai

jinse dil ye darta hai

dil bebas hai milna chahe

ye rota hai tadapta hai


dil mar sakta hai to tere bin

par ab jee nahi sakta hai



tere bin bite jo pal

har pal lagta muskil sa hai

mujko bat pata he yeh

me samju rista dil ka hai


0 comments:

Post a Comment